How To Send Audio/Mp3 Songs On Facebook ? Facebook par audio aur mp3 songs kaise send kare ?
Friends facebook par aapne dekha hoga ki kabhi kabhi humare kuch dost hume facebook par audio record krke ya mp3 song send karte hai. par Facebook Application aur Facebook Lite ke ander aisa koi option nhi jiske dwara hum facebook par koi audio record krke ya phone me se koi mp3 song send kar ske.
Ish liye hum me se jyadater logo ko ye pta nhi hota hai ki facebook par koi bhi audio ya mp3 song kaise send karte hai.
Ish liye ishi baat ko dhyan me rkhte huye aaj ish article me hum aapko facebook par audio/mp3 song send krne ka trika batane wale hai, ish liye ager ab tak bhi yehi soch rhe the ki facebook par apne friends ke sath audio songs kaise share karte hai ? to ye article aapke liye hi hai.
Yaha btaye trike se aap apne mobile se koi bhi audio song facebook par apne kisi bhi dost ke sath share kar skte hai.
1. Iske liye aapko sabse pahle apne mobile me facebook ki ‘Messenger Lite’ application download krni pdegi.
Ish application ko abhi download krne ke liye niche download button par click kare.
3. Uske baad aapko jis friend ko audio send krna hai, uski chat open kare.
4. Phir aisa page open hoga.
Yaha ‘+’ icon par click kare. Phir aapko 2 options milenge. Aapko ‘File’ option par click krna hai aur file manager me janha bhi wo audio file hai, ushe select krna hai.
5. Uske baad aapse puchh jayega ki kya aap ish audio ko send krna chahte hai ? aapko 'Yes' par click krna hai.
Bas iske baad wo audio samne wale ke pass send ho jayega. Ish trike se aap facebook par koi bhi audio ya mp3 song send kar skte hai.
Ye Bhi Padhe...
Friends ummid krta hu ki facebook par audio/mp3 song send krne ka trika aapko pasand aaya hoga. Ager aapko ye jankari pasand aayi ho to ishe apne dosto ke sath bhi jarur share kare.
Friends facebook par aapne dekha hoga ki kabhi kabhi humare kuch dost hume facebook par audio record krke ya mp3 song send karte hai. par Facebook Application aur Facebook Lite ke ander aisa koi option nhi jiske dwara hum facebook par koi audio record krke ya phone me se koi mp3 song send kar ske.
Ish liye hum me se jyadater logo ko ye pta nhi hota hai ki facebook par koi bhi audio ya mp3 song kaise send karte hai.
Yaha btaye trike se aap apne mobile se koi bhi audio song facebook par apne kisi bhi dost ke sath share kar skte hai.
Facebook Par Audio/ Mp3 Song Kaise Share Kare ?
Friends jaisa ki aap jante hai ki Facebook application aur Facebook Lite ke ander hume audio send krne ka option nhi milta hai. ish liye ager aapko apne kisi facebook friend ko koi audio send krna hai to iske liye aapko niche btaye gye steps follow krne hai.1. Iske liye aapko sabse pahle apne mobile me facebook ki ‘Messenger Lite’ application download krni pdegi.
Ish application ko abhi download krne ke liye niche download button par click kare.
Download
2. Uske baad apne fb account ko isme login kare.3. Uske baad aapko jis friend ko audio send krna hai, uski chat open kare.

0 टिप्पणियाँ