Mi Phone Me Default Internet Browser Kaise Change Kare

How To Change Default Internet Browser in Mi Phones ?

Friends ager aap Mi ka mobile use karte hai to aap jarur jante honge ki Mi ke sabhi mobiles me default browser Mi Browser hi hota hai jisme chrome browser aur baki browsers jaise features nhi hote hai. ish liye hum apne mobile me default mi browser ko change krne ke koshish karte hai.

But Mi ke kisi bhi mobile me default browser ko change kaise karte hai ? How do I change my main default browser ? iske bare me jyadater logo ko pta nhi hota hai. Ish liye wo aisa nhi kar pate hai.

how to change default browser from mi browser to chrome, xiaomi change default browser, How to disable default browser in mi phone

Mi ke kisi bhi mobile me default internet browser kaise change kare

Ager aapko bhi nhi pta hai ki Mi ke phones me default internet browser ko kaise change karte hai ? to koi baat nhi hai. kyunki aaj ish article me hum aapko ishi ke bare me batane wale hai.

Aapke pass chahe Mi ki kisi bhi series ka mobile ho jaise Redmi, Redmi Note, Redmi Note Pro, POCO, etc. Aap un me default web browser ko change kar skte hai.


Mi Phone Me Default Internet Browser Ko Kaise Change Kare ?


1. Iske liye aapko sabse pahle apne mobile ki ‘Settings’ me jana hai.

2. Uske baad ‘Installed App’ par click kare.

3. Phir aisa page open hoga.

Mi phone apps

Yaha 3 Dots par click kare.

4. Uske baad ‘Default Apps’ par click kare.

5. Uske baad aisa page open ho jayega.

Change default mi web browser

Yaha ‘Browser’ par click karke aap Mi browser ki jgah kisi other internet browser jaise chrome browser, uc browser ya firefox browser ko apna default browser bna skte hai.

To ish trike se aap apne Mi handset me default internet browser ko change  kar skte hai.


FAQ

Mi/Redmi Phone Me Chrome Ko Default Browser Kaise Bnaye ?

Aap apne mobile ki Settings> Apps> Default Apps me jakar apna default browser chrome ko bna sakte hai.

Kya Hum Apne Phone Ka Default Browser Badal Sakte Hai ?

Haa badal sakte hai.

Mobile Me Link Open Karne Par Chrome Me Open Hona Chahiye

Iske liye aapko apne phone me chrome ko default browser bnana hai.

Mobile Me Link Open Karne Par Mi Browser Me Nahi Khulna Chahiye 

Iske liye aapko apna default browser change karna hoga.


Ye Bhi Padhe..

Ager aapko ish process me koi problem aaye to aap comment krke puchh skte hai. aur ager aapko ye jankari Mi Phone Me Default Internet Browser Kaise Change Kare helpful lgi ho to ishe apne dosto ke sath bhi jarur share kare.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ