Facebook Theme Kaise Change Kare ?
Friends baki logo ki trah aap bhi apne mobile me social sites jaise facebook, whatsapp, youtube etc ko jarur use karte honge. Ager aap in social sites ka istemaal karte hai to ye article aapke bahut kaam hai, ish liye ishe last tak jarur padhe.Friends ager aap nhi jante hai to mai aapko btana chahunga ki jab hum raat ko andher me apne mobile ko use karte hai to uska white focus ya light jitni jyada hoti hai, utna hi wo humari ankho (eyes) ke liye khatrnakh (danger) hoti hai.
Ish liye ye social sites hume kuch aise options deti hai, jinke dwara hum ush application me dark mode enable karke uski theme change kar skte hai. taki humari aankho par jyada focus na pde.
Kisi bhi app me dark mode enable krne ke baad uska focus bahut kam ho jata hai, jisse wo humari aankho ke liye utna khatrnakh nhi hota jitna ki white focus hota hai.
Ish liye raat (night) me aap apne mobile me jo bhi kisi android app ko use kare to pahle usme dark mode enable kar le.
Ish post me hum aapko batane wale hai ki facebook me dark mode kaise enable karte hai ya facebook theme kaise change karte hai ?
Ish Jankari Ko Video Me Dekhne Ke Liye Ynha Click Kare
2. Uske baad Menu button par click karke Settings and Privacy option par click kare.
Facebook Me Dark Mode Kaise Chalu Kare ?
1. Iske liye sabse pahle Facebook app open kare.2. Uske baad Menu button par click karke Settings and Privacy option par click kare.
3. Fir aapke samne niche kuch option aa jayenge aapko Dark Mode par click krna hai.
FAQ
Kya Facebook Me Dark Mode Lga Sakte Hai ?
Ji haan, facebook me dark mode ka feature aa chuka hai abhi aap FB me bhi fark mode enable kar sakte hai.
Facebook Me Dark Mode Option Kaha Milega ?
Jab ham facebook Settings par click karte hai to wahi par Dark Mode ka option mil jata hai.
Facebook Dark Mode Ka Fayda Kya Hota Hai ?
Dark mode ka sabse bada fayda yahi hota hai ki night me facebook chlane par humari aankho par jyada roshani nahi padti hai.
Ye Bhi Padhe...
To ish trike se aap Facebook me Dark Mode enable kar skte hai. ager aapko Facebook ki theme change krne me koi problem aaye to aap comment krke puchh skte hai.
0 टिप्पणियाँ