How to See Hidden Files in Android Mobile ?
Android mobile me hide ki gyi photos ko kaise dekhe ? friends aaj maine aapko ek aisi trick batane wala hu jiske bare me hum sabhi ko pta hona jaruri hai. kyunki jaisa ki aap jante hai ki aaj kal sabhi apni personal aur Secret Images ya Files ko apne mobile me hide karke rkhte hai, taki unhe koi na dekh paye.Ish liye hum sabhi apni secret photos ko kisi app me hide karke rkhte hai aur ush par koi app lock bhi lga dete hai taki ush app ko open krna kisi ke liye bhi possible na ho.
But aapki jankari ke liye maine bta du ki android mobile me kisi bhi App Lock app ka lock todna bahut hi aasan hai, hum bahut aasani se kisi bhi app lock app ka lock tode skte hai.
Android Mobile Me App Lock Kaise Tode ?
Kisi bhi app lock app ka lock todne ke liye aapko bas ush mobile ki Settings me jakar ush app ka Data Clear, Force Stop kar dena hai, uske baad ush mobile me se wo app lock tut jayega aur phir aap usme kisi bhi application ko bina password ke open kar skte hai.
Thik ish trah se hum File Hider app ka lock bhi tod skte hai aur usme mojud photos, video aur other files ko dekh skte hai. But ye trika safe nhi hai. kyunki App ka Data Clear krne se kai baar ush app me hide ki gyi sabhi photos aur files delete ho jati hai, aur sath hi ush person ko bhi pta chal jata hai humne uske mobile se wo photos delete ki hai.
To abhi sawal ye banta hai ki aakhir aisa konsa trika hai jis se hum File Hider app ka lock tode bina ya File Hider app ko open kiye bina usme hide ki gyi sabhi photos ko dekh paye ?
Friends maine aapko btana chahunga ki android mobile me hidden files ko dekhna utna muskil bhi nhi hai jitna aap samjhte hai. yaha maine aapko ek bahut hi aasani se trick btauga jiske dwara aap kisi bhi android mobile me hide ki gyi photos ko dekh skte hai.
But iske bare me batane se pahle maine aapse ek request krna chahunga ki please ish trick ka galat istemaal na kare aur kisi galat kaam ke liye ya kisi ko blackmail krne ke liye ye trick use na kare.
Ye Bhi Jarur Padhe...
To chliye abhi maine aapko bta deta hu ki android mobile me hide ki gyi photos ko kaise dekhte hai ?
Android Mobile Me Hide Ki Gyi Photos Kaise Dekhe ?
Friends kisi bhi android mobile me hide ki gyi photos ko dekhne ke liye aapko koi bhi extra app download krne ki jarurat nhi pdegi, balki aapke mobile me pahle se hi ek app hai, jiski madad se aap mobile me hidden files ko dekh skte hai.
Ush app ka naam Xender hai, ji haa aap Xender ki madad se kisi bhi mobile me hide ki gyi photos ko dekh skte hai. Ager ush mobile me Xender app na ho to aap internet se ishe abhi download kar skte hai.
:- To kisi bhi person ke mobile me hide ki gyi photos ko dekhne ke liye sabse pahle aapko ush mobile me Xender app ko open krna hai.
:- Uske baad Xender me profile icon par click kare.
:- Phir kuch option aa jayenge, aapko More par click karna hai.
:- Phir wnha aapko Settings ka option mil jayega, ush par click kare.
:- Uske baad aapke samne bahut sare options aa jayenge, aapko sabse niche jana hai, wnha kuch aise options honge.
1. Yaha sabse pahle aapko 'Show hidden files' par click karke ishe On karna hai.
2. Uske baad 'Hide .nomedia folders' wali setting ko Off krna hai.
:- Bas uske baad Photos section par click kar de.
Yaha aapko ush mobile me majud sabhi photos dikh jayengi, ager ush mobile me kuch photos ko hide kiya hua hoga tab bhi wo sari photos aap yaha dekh payenge.
Thik ishi trike se aap video section par click karke ush mobile me Hide kiye gye aur baki sabhi videos bhi dekh sakte hai.
Ye Bhi Jarur Padhe...
Ok, to ish trike se aap kisi bhi android mobile me hide ki gyi photos, videos aur baki files ko dekh skte hai. I hope ki Android mobile me hide ki gyi photos ko kaise dekhe ? ye article aapko jarur pasand aaya hoga, ager aapko ye jankari achhi lgi ho to ishe apne dosto ke sath bhi jarur share kare.
Tags:- how to view hidden photos in gallery, how to hide photos in gallery without any app, hide photo ko unhide kaise kare, gallery se private photo kaise nikale
0 टिप्पणियाँ