Mobile number se uske malik ki photo kaise dekhe ? friends aaj kal technology itni jyada bad gyi hai ki hum aise bahut se kaam sirf apne mobile se hi kar skte hai jinke bare me pahle hum soch bhi nhi skte the, Jaise...
Kisi bhi mobile number ki location pta krna, mobile number se uske malik ka naam, address aur puri details nikalna, ya phir mobile number se uske owner ki photo dekhna,
Aapne internet, youtube par ab tak aise bahut se videos aur articles dekhe honge jinme aisi sites aur apps ke bare me btaya gya hoga, jinki madad se hum kisi bhi number ki location, uska naam address aur uski baki puri jankari hasil kar skte hai.
But vastav me aisa nhi hai, kyunki unme se jyadater websites aur apps fake hote hai. But ynha hum aapko aisi real site ya app ke bare me btane wale hai jo ki real me kaam karte hai aur kisi bhi number ki detail bilkul sahi sahi bta dete hai.
But ynha par me ek baat aur clear krna chahunga ki hum kisi bhi mobile number se uske malik ka naam aur uski photo to dekh skte hai but abhi bhi aisi koi technology nhi aayi hai jis se hum kisi bhi phone number se uski real aur live location pta kar ske.
Ish liye aap kabhi bhi aise videos ya articles ke chakar me na pde, jinme iske bare me btaya gya ho, kyunki kisi bhi number se uski live location pta krna ek common mobile user ke liye possible hi nhi hai.
But ha hum kisi bhi mobile number se uske malik ka naam aur uski photo jarur dekh skte hai. Phone number se uske owner ki photo kaise dekhte hai ? ye hum aapko aaj btane wale hai. But ager aap mobile number se uske malik ka naam aur baki detail kaise nikalte hai ? iske bare me janna chahte hai to iske liye niche wali post padhe, but ish post ko pura pdhne ke baad.
To chliye abhi hum jyada time waste na karte huye jan lete hai mobile number se kisi ki bhi photo kaise dekhte hai ? to iske liye humne kuch steps btaye hai inhe follow kare.
Friends iske liye aapko apne mobile me play store se ek application download krni hogi jiska naam Eyecon Caller ID hai. Ye ek bahut hi kmaal ka app hai, jiski madad se hum apne mobile me kisi bhi number se uske malik ki photo dekh skte hai.
Play store par iske downloads 10 millions se bhi jyada hai aur iski rating 4.6 hai. Yani ki logo ne ishe bahut pasand kiya hai, and I am sure ki jab aap bhi ish app ko use krenge to aap bhi ishe jarur pasand krenge.
To Eyecon app kaise use karte hai ? iske bare me janne se pahle hum ye jan lete hai ki aakhir ye app kisi bhi number se uske owner ki picture kaise dekha deta hai ? To ynha me aapko btana chahunga ki ye app social sites jaise Facebook. Whatsapp, Twitter aur baki social sites ki madad se aisa kar pta hai.
Yani ki aap jis number ke malik ki photo dekhna chahte hai, ager uska account facebook, whatsapp, twitter ya other kisi bhi social site par hua to ye app aapko uski photo turant dikha dega.
To abhi aap jan gye honge ki Eyecon app kaise kaam karta hai ? ish liye abhi hum jan lete hai ki ish app se kisi bhi mobile number se uske real malik ki photo kaise dekhte hai ? to iske liye humne kuch steps btaye hai inhe follow kare.
1 Iske liye sabse pahle aapko apne mobile me Eyecon Caller ID app download krna hai, jo aap play store se download kar skte hai.
Eyecon Caller ID App Play Store Se Abhi Download Krne Ke Liye Ynha Click Kare.
2. Ishe download krne ke baad jab aap ishe pahli baar open krenge to aapko isme account banne ke liye kaha jayega. So aap apne mobile number dal kar Next button par click kar de.
3. Uske baad aapke number par ek OTP aayega, next page me wo OTP dalkar apne number ko confirm kar le.
4. Uske baad aapki khud ki profile open ho jayegi, jisme aap apna naam aur photo set kar skte hai, aur phir aapko This is Me Button par click karna hai.
5. Phir isme tutorial dikhaya jayega ki aap kaise kisi bhi number se uske owner ki photo dekh skte hai aur ushe skip bhi kar skte hai.
6. Uske baad aapke samne aisa page opn ho jayega.
Ynha par aapke mobile me jitney bhi contact numbers add honge unki photos aapke samne aana start ho jayegi.
Ager aapko kisi aise number ki photo dekhni hai jo aapki contact list me add nhi hai to aap upper search box me wo number search karke uske malik ki photo dekh skte hai.
To ish trike se aap mobile number se kisi ki bhi photo dekh skte hai. Ager aapko ish app ko use krne me koi problem aaye ya aapka koi sawal ho to aap comment karke puchh skte hai.

Mobile Number Se Uske Malik Ki Photo Kaise Dekhe ?

FAQ
Kya Hum Sirf Kisi Ke Number Se Uske Owner Ki Photo Dekh Sakte Hai ?
Haa, aap aisa kar sakte hai. Ish article me humne ek app ke bare me btaya hai jisse aap aisa kar sakte hai.
Mobile Number Se Photo Dekhne Wala App Konsa Hai ?
Eyecon Caller ID app se hum mobile number se uske Malik ki photo dekh sakte hai.
Eyecon Caller ID App Real Hai Ya Fake ?
Ye ek kafi achha app hai jis se hum jyadatar mobile number ke Malik ki photo dekh sakte hai, ishliye aap ishe real app maan sakte hai.
Ye Bhi Padhe...
To friends I hope ki Mobile number se uske owner ki photo kaise dekhe ? ye article apako jarur pasand aaya hoga. Ager aapko ye jankari achhi lgi ho to ishe apne dosto ke sath bhi jarur share kare.
0 टिप्पणियाँ