Android Mobile Me Ms Word, Excel aur Powerpoint Ki Files Kaise Bnaye

How to use Ms word, excel, powerpoint in mobile for free:- Friends kai baar aisa hota ki humare pass humara laptop ya computer nhi hota hai aur ushi time hume Ms word ka koi document bnane ki jarurat pad jati hai, ya excel ki koi sheet, ya powerpoint ki koi presentation bnane ki jarurat par jati hai. To aisi situation me bina computer ya laptop ke Microsoft Office suite ki koi bhi file kaise bnate hai ? aaj ish article me main aapko ishi ke bare me batane wala hun.

Android Mobile Me Ms Word, Excel aur Powerpoint Ki Files Kaise Bnaye

Friends aaj ish post me main aapko ki btauga apne android mobile me ms word, excel ya powerpoint ki koi bhi new file kaise bnate hai ? So ager aapke pass koi laptop ya computer nhi hai but phir bhi aap Ms-Office ki files apne phone me bhi bnana chahte hai to ye post aapke liye bahut hi helpful rehne wali hai ish liye ishe last tak jarur padhe.

Ye Bhi Padhe...

Iske liye hum aapko aisi 3 android applications ke bare me btayenge jinme aapko almost wo sabhi features aur tools mil jayenge jo ki window ms office software me hote hai. Ish liye in apps ke dwara aap bahut hi aasani se apne phone me in files ko bna skte hai.

To chliye abhi time waste na karte huye hum aapko in apps ke bare me bta deta hai.


Android Mobile Me Ms Word, Excel aur Powerpoint Ki Files Kaise Bnaye


Mobile Me Ms Word Kaise Chalaye ?

Ager aap Ms Word ki koi new document file bnana chahte hai to iske liye aapko google play store se 'Microsoft Word' naam ki application download karni hogi. Ish app ki madad se aap bahut hi aasani se koi bhi document file apne phone me bna skte hai.

Ish app ko abhi download karne ke liye yaha click kare.

Ye Bhi Padhe...

Mobile Me Ms Excel Kaise Chlaye

Ager aap Ms Excel ki koi new sheet bnana chahte hai to iske liye aapko play store se ‘Microsoft Excel’ naam ki application download karni hogi. Iski madad se aap apne mobile me excel ki koi bhi sheet bna skte hai.

Ish app ko abhi download karne ke liye yaha click kare.

How To Make Ppt In Mobile Step By Step

Ager aap Ms Powerpoint ki koi presentation bnana chahte hai to iske liye bhi apko play store se ek app download karna hoga, jiska naam ‘Microsoft Powerpoint’ hai. Ish app ko abhi download karne ke liye yaha click kare.


FAQ 

Phone Me Ms Excel Kaise Download Kare ?

Play store par aapko Microsoft Excel naam se app mil jayega jise aap apne phone me download kar sakte hai.

How To Make Excel Sheet On Mobile ?

Mobile me Excel sheet bnane se pahle aapko play store se  Microsoft Excel app download krna hai, uske baad upar btaye gye steps follow krke aap excel sheet bna sakte hai.

Kya Ham Mobile Me Ppt File Bna Skte Hai ?

Bilkul bna sakte hai par ush se pahle aapko apne mobile me Microsoft Powerpoint app download krna pdega jo ki aapko play store par mil jayega.

Ye Bhi Padhe...


To ye thi wo apps jinke dwara aap apne android mobile me hi ms word, excel ya powerpoint ki koi bhi new file bna skte hai. Iske alawa ager aapke pass pahle se bni hui ms-office ki koi file aur aap sirf ushe apne android mobile me open karna chahte hai to iske liye aap WPS Office application download kar skte hai.

Kyunki ish app me hum ms word, excel ya powerpoint sabhi ki file open kar skte hai. To dosto ummid karta hun ki ye post aapke liye helpful rahi hogi. Ager aapko ye jankari achhi lge to ishe apne dosto ke sath bhi share kare.

एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ