Friends ager aapke gmail account ke password weak hai ya aapko lagta hai ki aapka account hack ho gya hai ya phir ager koi aur person aapke account ko use kar rha hai to aapko turant apne gmail id ke password change kar lene chahiye. Kyunki nhi to wo person aapke account ko hack karke uska galat istemaal kar skta hai.
Ager aapko gamil account ke password change karne nhi aate to koi baat nhi kyunki ish post me humne ishi ke bare me btaya hai. Friends gmail account ke password change karna bahut hi easy hai, aap sirf 1 minute me aisa kar skte hai.
Ye Bhi Padhe...
To chliye abhi main aapko bta deta hu ki apne gmail account ke password kaise change karte hai. To iske liye sabse pahle to aapko yaha click karke https://myaccount.google.com/intro/signinoptions/password google accounts ki site par jana hai.
Uske baad ager aapne apne browser me gmail account se sign nhi kar rkha hoga to aisa page aapke samne open ho jayega.
Yaha par sabse pahle aapko CONTINUE TO SIGN IN par click karke apni gmail id aur current password dalkar sign in karna hai, uske baad aage aisa page open ho jayega.
1. Yaha par aapko apne new password dalne hai.
2. Yaha aapko phir se apne new password dalne hai.
3. Last me change password par click kar de.
Ager aapko gamil account ke password change karne nhi aate to koi baat nhi kyunki ish post me humne ishi ke bare me btaya hai. Friends gmail account ke password change karna bahut hi easy hai, aap sirf 1 minute me aisa kar skte hai.
Ye Bhi Padhe...
Gmail Account Ke Password Kaise Change Kare
To chliye abhi main aapko bta deta hu ki apne gmail account ke password kaise change karte hai. To iske liye sabse pahle to aapko yaha click karke https://myaccount.google.com/intro/signinoptions/password google accounts ki site par jana hai.
Uske baad ager aapne apne browser me gmail account se sign nhi kar rkha hoga to aisa page aapke samne open ho jayega.
1. Yaha par aapko apne new password dalne hai.
2. Yaha aapko phir se apne new password dalne hai.
3. Last me change password par click kar de.
Change password par click karte hai aapke gmail account ke password change ho jayenge.
FAQ Related to Gmail Password Change
Email ID Ka Password Bhul Gya Kya Karu ?
Agar aap apni email ke password bhul gye hai to aap password reset krke apne password change kar sakte hai, jiska process yaha btaya gya hai.
Meri Gmail ID Ka Password Kya Hai Kaise Pta Karu ?
Agar aapko aapni gmail id ka password dekhna chahte hai to iska koi trika nahi hai, ha aap apni gmail ke password change kar sakte hai aur apne account ke liye aise password set kar sakte hai jo aapko yaad rhe.
Kya Ham Purane Password Ke Bina Gmail Ke Password Badal Sakte Hai
Ji haa, agar aapko purane password yaad nahi tab bhi aap gmail ke password badal sakte hai, par iske liye aapko password reset krna krna hoga.
Ye Bhi Padhe...
To ish trike se aap apne gmail account ke password change kar skte hai. Ager aapko ish process me koi problem aaye to aap comment karke puchh skte hai. Friends ager aapko humari posts free me apne mail box me chahiye to aap niche apni email id dalkar dainiktricks ko subscribe kar skte hai.
0 टिप्पणियाँ