Kisi Bhi Webpage Ya Post Ko Pdf File Me Convert Kare:- Friends aaj ki post aapke liye bahut hi important hone wali hai, kyunki ish post me main aapko btane wala hu ki kisi bhi webpage ya post ko pdf file me kaise convert karte hai ya badlte hai. Ish liye ish post ko last tak jarur padhe.
Friends kai baar aisa hota hai ki jab hum internet par kisi website ya blog ke webpage par visit karte hai tab wo hume pasand aa jata hai, tab aap ish post me btaye gye trike se ush webpage ko pdf file me save karke rakh skte hai.
Ager aap ek student hai tab to ye post aapke liye bahut jyada important hai, kyunki students aksar google aur other search engines me apni study se relative notes search karte hai aur alag alag websites aur blogs par notes/posts ko padhte hai. Ab un posts ya webpages me kuch notes humare liye bahut jyada important hote hai, jinhe hum future me padhne ke liye bhi save karna chahte hai.
Ab un notes ko save karne ke liye humare pass ush post/webpage ya uske URL link ko copy karne ke alawa koi option nhi hota hai, aur ager hum ush post ko copy bhi karte hai tab bhi hum ush post ki images ko copy nhi kar pate hai. Aur itna sab karne ke baad bhi wo copied post ya webpage humare pass jyada samay tak safe nhi rehta hai, kyunki kisi na kisi karan se wo delete ho jata hai.
Lekin ager aap ush post ya webpage ko pdf file me convert karke apne mobile ya pc me save karte hai tab wo post ya webpage image aur text ki achhi quality ke sath ek file ke rup me humare mobile ya pc me save ho jata hai, jise hum jab chahe tab padh skte hai, iske sath hi hum ushe dusre logo ke sath bhi share kar skte hai.
To ager aapko internet par kisi website ya blog ka webpage save karna ho to aap ushe pdf file me convert karke mobile ya pc me save kar le, taki wo humare pass safe reh ske.

Kisi Bhi Webpage Ya Post Ko Pdf File Me Convert Kare
To chliye abhi main aapko btata hu ki iske liye aapko kya karna hai. Friends kisi bhi webpage ya post ko pdf file me convert karna bahut hi aasan hai, internet par ek website hai jiski madad se hum aisa kar skte hai. Ush website ka naam PrintFriendly hai.
Ish website ki help se kisi bhi webpage ko pdf file me convert karne ke liye step follow kare.
Step:- 1
Sabse pahle aapko ush website ya blog ke webpage/post ka URL link copy karna hai, jise aap pdf file me convert karna chahte hai. Uske baad aapko ynha click karke Printfriendly.com website par jana hai.
Step:-2
Phir ish site ka home page ish trah se open ho jayega.
PDF par click karne ke baad next page me aapko Download PDF ka option milega, ush par click karke ushe download kar le.
Ye Bhi Padhe...
Ish trike se aap kisi bhi website/blog ke webpage ya post ko pdf file me convert kar skte hai ya badal skte hai. Ager aapko ish process me koi problem aaye to aap comment karke puchh skte hai.
Friends ager aapko humari posts free me apne email inbox me chahiye to aap niche apni email id dalkar humari website ko subscribe kar skte hai. Kisi Bhi Webpage Ya Post Ko Pdf File Me Convert Kare
0 टिप्पणियाँ