How To Change Whatsapp Font Style ?
Hello friends aaj ek baar phir se main aapke liye whatsapp ki ek bahut hi mazedaar aur special trick lekar aaya hun, jise use karke aap apne whatsapp ka look puri trah se change kar skte hai. Aaj ish post me main aapko ek aisi trick btauga jiske dwara aap whatsapp ke sabhi text ya fonts ko default style se change karke unhe stylish bna skte hai.Ye Bhi Padhe..
To chliye abhi jyada time waste na karte huye hum shida topic par aate hai aur baat karte hai ki whatsapp fonts style kaise change karte hai. Iske liye humne kuch steps btaye hai, inhe follow kare.
Whatsapp Font Style Kaise Change Kare ? New Whatsapp Trick
1. Iske liye sabse pahle apne mobile me gb whatsapp download karna hoga, kyunki ye feature sirf gb what me hi available hai.
Note:- Dosto gb whatsapp ek untrusted app hai. Ish par trust nhi kiya ja skta hai. Ish liye hum aapko ise use na krne ki hi advice dete hai.
2. GB whatsapp download karne ke baad usme apne account ko log in kare.
3. Phir 'Change app Fonts' par click kare.
4. Uske baad aisa page open ho jayega.
FAQ
Kya Normal Whatsapp Me Font Style Change Kar Sakte Hai ?
Nahi, normal whatsapp me font style change krne ka koi bhi option nahi hai par aap kisi dusre app se font style change krke ushe whatsapp message me send kar sakte hai.
Whatsapp Me Stylish Font Me Message Kaise Send Kare ?
Aap apne message ke shuru me aur last me * lga kar text ko bold kar sakte hai.
Ye Bhi Padhe...
To ish trike se aap whatsapp ki fonts style change karke apne whatsapp ko ek stylish look de skte hai. Ager aapko isme koi problem aaye ya whatsapp se related aapka koi bhi swal ho to aap comment karke puchh skte hai.
1 टिप्पणियाँ
thanks
जवाब देंहटाएं